Thursday, May 26, 2016

Prize Bond Srching Software - Urdu



Prize Bond Srching Software - Saqib Soft
Prize Bond Srching Software Pakistan- In URDUSaqibSoftware ap k liye laie hain aik bohat hi useful software jis se ap National Savings k jari kardah prize bond ko draw result me srch kar sakty hain. Hum ne is software ko aap ki zaruraton k mutabiq banany ki puri koshish ki hai jis or aisi salahiyatain dali hain jo aaj se pehle shayad kisi prize bond srching software me ap ko na mili hon. Is software ki salahiyatain aap neechy mulahiza kar sakty hain.

Fori Pegham Ki Tarseel
Fori pegham pohn chany ki salahiyat ki waja se software ap ko hamare computers se jor deta hai jis ki waja se ap ko aehem malumat pohnchaei ja sakti hai maslan k agla draw kub or kis tareekh ko hone wala hai waghera.Bond egory or Draw Date ki Sahulat k Sath.
Is software ko download kar lene k bad aap ko market se mukhtalif egory k draw results khareedne ki zarurat nahi hogi. Na hi apko internet per mukhtalif websites per dhundne ki zarurat hogi Q k is software me hum ne aisi salahiyat rakhi hai k ghar bethy apk prize bond s srch ho jayenge. Na market jany ka masla or na hi results download karne ki fiker.
Kiya aap ko harmahineSekrron prize bond k srch krnyparty hain?
Agr ap k pas prize bond bohat ziyada tadat mein hain maslan 50, 100, 200 ya is se bhi zyada hai to yaqeenan apko har ek ko dekhte dekhte ganton lag jate hongy or ghalti ki gunjaish bhi ho sakti hai Q k ap ek insaan hain is k ilawa agar aap ki ankhain kamzor hain to ye ek alag masla hota hoga, ye software apko is sab se chutkara dila dega ap sirf ek text file (.txt) main apne tamam bond s egory k hisab se maslan 100 waly bond alaf file main or 750 waly bond s alag file me likh kar apny computer main save kar dain jab bhi draw result ie to simple ap ne software mein ja kar "Load From Text File" per click karna hai phr software apne aap us text file main se tamam bond s dhund laga he na sahulat? ab har bar aapko apne 50 100 200 ya is se bhi ziyada bond dalny ki bhi zaroorat nahi sirf ek bar ek text file me save kar lijiye baqi kam software ka hai.

is k ilawa agr ap k pas bond main hain missal k tor per ap k pas 500 bonds hain or wo sab main hain is tarah se 000000 se le kar 000500 tak ab aap ko is me ek or sahulat hai k ap "Add Range" per click kar k apne bonds ki chand seconds main darj kar sakty hain. apko 500 bonds likhnay ki zarurat nahi hai bs is tarhan likh dijiye 000000~000500. ya "add range per click kar dain ek hi baat hai.

Asan or Clr Natayej

Aap dekh sakty hain k oper di hui tasveer main natayej kitni safaie se aur kitne mukamal hain software ne aap ko ye bhi bata diya hai k aap koi inam jity hain ya nahi agar jity hain to wo konsa inaam hai Pehla Dusra Ya phr Teesra inam. sath hi sath hr inam ki raqam bhi darj hai or ye bhi bata diya gaya hai k aap ka konsa match huwa hai.
Internet K Baghair Bhi Software Istemal Kiya Ja Sakta Hai.
Hamary darmiyan aise log bhi honge jinke pas shayad internet ki sahulat mojud na ho to aese hazrat bhi is software se faida utha sakty hain, Hum ne apne software main 2 tarhan k Mode rakhe hain "ONLINE MODE" or "OFFLINE MODE" agar kisi k pas internet ki sahulat na hu ie to software offline mode per bhi chal sakta hai.Is mode me bas ye kami hai k ap ko draw results khud se is software main dalny hongy. Ap apny friends se keh sakty hain k wo ap ko draw result "http://www.savings.gov.pk/draws.asp" se download kar k ap k mobile card ya USB k zariye ap ko faraham kar dy. Ya agar ap k mobile me Internet ki sahulat ho to ap khud bhi ye kam kar sakty hain.
Software MainApneAap Khud Ko JadeedBannayKiSahulatMojoodHai
Software main update ki sahulat bhi mojood hai agar ham kabhi software main koi behtar tabdeeli kartein hain to aap ko phir se software download karne aur usy register karwane ki zarurat nahi ap "Update" ka button daba kar sirf chand minutes main software ko update kar sakty hain or is se mazeed faida utha sakty hain.
Draw Schedule Ki Sahulat
Software main draw schedule ki sahulat bhi mojood hai or aap pure saal ka draw schedule software main hi mulahiza kar sakty hain.

Download KarainTawaju Farmain: XP or us se pehle ki istemal karny waly hazrat ko nechy diye gaye k 2 soft download kar kinstallkarne parain gain.

• Installer 3.1 (Download karne k liye yaha click karain)• Dot Net 2.0 (Download karne k liye yaha click karain)Mobile per malumat hasil karainEmail k zariye rabta karain
Is Post Ko Pasand Karein


Rd This Page In English

Srch Tags (Ignore it)
Software To Srch Prize Bond Draw Of Rs: 750, 14 April 2014.
Prize bonds Pakistan - Find prize bonds draw results online. National Prize Bonds are brer type of security available in the denominations of Rs.200, Rs.750, Rs.1,500, Rs.7,500, Rs.15,000 and Rs.40,000. No fixed return is paid but prize draws are held on quarterly basis. Prize Bond’s Scheme are one the most popular scheme in Pakistan because is the only lawful source for poor and middle class people to become rich. Saqib Soft provide complete list of saving prize bonds draws, prize bonds schedule and prize bond winners lists.Srch Find 40,000 Prize Bond sSrch Find 25,000 Prize Bond sSrch Find 15,000 Prize Bond sSrch Find 7,500 Prize Bond sSrch Find 1,500 Prize Bond sSrch Find 750 Prize Bond sSrch Find 200 Prize Bond sSrch Find 100 Prize Bond sNational Saving Prize Bond Srching System DownloadNational Saving Prize Bond Srching Software DownloadAutomatic Prize Bond Srching Software For DownloadSrch Prize Bond Draw Result of Rs: 40,000 Draw No.55 (September, 02 2013 Monday MULTAN)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 200 Draw No.55 (September, 16 2013 Monday HYDERABAD)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 15,000 Draw No.56 (October, 01 2013 Tuesday RAWALPINDI)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 750 Draw No.56 (October, 21 2013 Monday KARACHI)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 25,000 Draw No.7 (November, 01 2013 Friday MUZAFFARABAD)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 7,500 Draw No.56 (November, 01 2013 Friday MULTAN)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 100 Draw No.4 (November, 18 2013 Monday LAHORE)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 1,500 Draw No.56 (November, 18 2013 Monday RAWALPINDI)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 40,000 Draw No.56 (December, 02 2013 Monday FAISALABAD)Srch Prize Bond Draw Result of Rs: 200 Draw No.56 (December, 16 2013 Monday LAHORE)

No comments:

Post a Comment